𓆩 π“†ͺ (@Ayaan_stuff) header
𓆩 π“†ͺ (@Ayaan_stuff) profile picture
Joined June 2022
Photo by 𓆩 π“†ͺ (@Ayaan_stuff)Photo by 𓆩 π“†ͺ (@Ayaan_stuff)Photo by 𓆩 π“†ͺ (@Ayaan_stuff)Photo by 𓆩 π“†ͺ (@Ayaan_stuff)Photo by 𓆩 π“†ͺ (@Ayaan_stuff)Photo by 𓆩 π“†ͺ (@Ayaan_stuff)Photo by 𓆩 π“†ͺ (@Ayaan_stuff)Photo by 𓆩 π“†ͺ (@Ayaan_stuff)Photo by 𓆩 π“†ͺ (@Ayaan_stuff)Photo by 𓆩 π“†ͺ (@Ayaan_stuff)
Ψ―Ω†ΫŒΨ§ Ϊ©Ϋ’ Ψ­Ψ³ΫŒΩ† ΨͺΨ±ΫŒΩ† Ψ§Ψ­Ψ³Ψ§Ψ³Ψ§Ψͺ Ω…ΫŒΪΊ Ψ³Ϋ’ ایک Ψ§Ψ­Ψ³Ψ§Ψ³ Ψ§Ω…ΫŒ Ψ³Ϋ’ Ψ¨Ψ§Ψͺیں Ϊ©Ψ±Ω†Ψ§ ❀️🌸
30
145
2
212
17,629
Ek toh yeh aurat mujhe itni pyari lagti haina :)
24
2
31
247
Mohabbat kuch bhi nhi mangti hum khud usey sab diye jate hai, Waqt Jawani Khuwab Aankhein Zindagi Aur kbhi kbhi akhirat bhi, me ssb smjhta hun magar jane kyu apne raigaan hone ka ghum mujhe aaj bhi yaad hai.
7
9
93
Agar hum mile toh hum physical nahi honge physical huwe bhi toh sirf forehead pe kiss karenge,
34
8
38
582
A cigarette damages men's lungs and a woman's character, not sure whether women are born without lungs or men character-less
27
8
38
885
Kya karte hai aisi aurat ka jo ek hi jast me aapke dil se nikal jayen, aap uska chehra dekhna chahte na uska wajood bardasht kar sakte... Magar woh apki biwi bhi ho aur aapki aulaad ki maa bhi ho, aur uske bare mein apko yeh hukum bhi de diya gaya ho ke aap usey chhod nhi sakte.
2
8
14
207
Mard ko mohabbat kabhi nhi karni chahiye, khass taur par kisi aurat se toh kabhi nhi, bahot khwaar karne wali cheez hai. Yeh saari izzat-e-nafs khatam kar deti hai.
31
2
35
871
Mafiya kabhi bhi zehni barbadi ka kaffara ada nahi karti.
29
2
32
628
Khamoshi dhire dhire kabza kar rahi hai mujh pe, halaki mujhe issay koi raghbat nhi lekin rasta hi koi nhi logo ko kuch sunane ka mann nhi, tmhare aane ki koi ummed nhi, hayat sawalo jawabo ke beech jhoojh rhi hai meri.
11
13
227
Mujhse meri zaat ki tashreeh na ho paygi aap jo bhi samjhte hai mujhe shauq se samjhiye
19
8
31
397
Aap hamesha ke liye aham nahi reh sakte hakikat mein aaj jo apko behtreen khuwab bata rahe hai kal wahi apko ek bure khuwab ki tarhe bhula denge, kyuki insaan ek fitrati makhlooq hai woh kabhi ek jazbaat ke saath nahi reh sakta."
1
6
11
460
Read somewhere" there are locked rooms inside all women; kitchen of lust, bedroom of grief, bathroom of apathy… Sometimes, the men they come with keys, and sometimes, they come with hammers."
24
13
40
582
Pasandida aurat baal bandhΒ­te samay eye contact kar le toh mard bhi pregnent ho jaye πŸ’€
28
12
36
393
Say go Cinderella, go Cinderella, orgasm blush, lipstick and concealer devil in a tight dress, girl, you a killer.
34
12
40
343
Dear future wife" Kisi aur ke sath kuch kaand mat karna yaar.
22
13
37
456
Mard ne jab bhi qalam uthayi "aurat ko naram, nazuk, haseen, aur khoobsurat likha.. lekin aurat ne jab bhi likha "mard ko hamesha, dhokebaaz, gareebi, makkar aur zailm likha.. akhir aisa kyu ?
29
1
26
395
Dusro ki aankh me aansu dekar apni khushi manana insaan ke murda dil hone ki nishani hai, lekin afsos is baat hai ke ajkal aksiriyt inhi logo ki hai, jinhen sirf apni zaat se Mtlb hota hai, baki sadak par koi mar bhi rha ho to isliye chhod dia jata hai ke kahin hum na fuss jayen.
1
10
11
239
Tanhaiyan arooj par ho toh dilase zaher lagte hai
1
16
1
19
317
Ab ye ladkiyan mere character ko judge krengi jinke account private aur "private part public hai"
27
17
39
533