Replying to @MsRiyaMukherjee
@MsRiyaMukherjee Janmdin ki anekonek Shubhkamnayein Riyaji....babaji aapko sneh swasthya aur mann ka sukoon pradaan kare...meri bitiya Khushi ki aur se bhi aapko many many happy returns of the day
Replying to @MsRiyaMukherjee
@MsRiyaMukherjee Aahaa!!!! Kitna achchha lag raha hai...aapke liye fir se note likh ker...馃馃
Replying to @MsRiyaMukherjee
@MsRiyaMukherjee Is episode me aapne ek baar kahaa tha ki kitna mushkil hai fun and games ki dhun per gaane ke bol likhna...aur uske kuch saalon baad khud aapne woh ker dikhaya Naco Nacho me....aapke likhe lyrics is kadar gaane ki dhun se jude hain ki seedhe dil me utarte hain.
Replying to @MsRiyaMukherjee
@MsRiyaMukherjee Belated Happy Birthday Riyaji....sorry i m late...per meri duayein humesha aapke saath hain...umeed hai mummyji jaldi se tthik hoker ghar aa jaayein...aur aapke Birthday ka celebration khoob badh chaddh ker ho.馃槏馃グ馃槏馃グ
2
12
421
Replying to @MsRiyaMukherjee
@MsRiyaMukherjee Riyaji aapko aur aapke parivaar ko Nav Varsh ki bahut bahut Shubhkamnayein.
Naya saal RR ki wapsi ki nayi ummeeed ke saath aaye yahi dua hai. Aur saath hai Happy Birthday Month馃馃馃馃馃



