Cloepatra Philopator retweeted
“kahin kisi roz yoon bhi hota, humari haalat tumhari hoti,
jo raat humne guzaari marke, woh raat tumne guzaari hoti.”
-Gulzar
Cloepatra Philopator retweeted
“Phir usi bevafa pe marte hain,
Phir vahi zindagi hamari hai.”
-Mirza Ghalib
Cloepatra Philopator retweeted
“Ek galti rooz kar rahe hain hum,
Jo milega he nahi uspe mar rahe hain hum.”
Cloepatra Philopator retweeted
“woh bhi naye logo mein mashruf ho gya,
humne bhi usey hamari yaad dilana chor diya.”
-Wajid Shaikh
Cloepatra Philopator retweeted
Kabhi kabhi kisi se aisa rishta ban jata hai,
Har cheez se pehle usi ka khayal ata hai
Cloepatra Philopator retweeted
Tum hamare kisi tarha na hue, Varna duniya me kya nahi hota!
Momin khan ‘momin’
Cloepatra Philopator retweeted
tumhein ḳhayaal nahin kis tarah batayen tumhe!
ki saans chalti hai lekin udaas chalti hai!!
- Mahboob Khizan
Cloepatra Philopator retweeted
“Mohabbat buri hai, buri hai mohabbat,
kahe ja rahe hain, kiye ja rahe hain.”
Cloepatra Philopator retweeted
Tum ne ye kaisa raabta rakha!
Na mile ho na faasla rakha!!
- Saadullah Shah






