Gareeb Aadmi (@GareebGuy) profile picture

Bhookh Lagi hai

India
Joined January 2015
Photo by Gareeb Aadmi (@GareebGuy)Photo by Gareeb Aadmi (@GareebGuy)Photo by Gareeb Aadmi (@GareebGuy)Photo by Gareeb Aadmi (@GareebGuy)Photo by Gareeb Aadmi (@GareebGuy)Photo by Gareeb Aadmi (@GareebGuy)Photo by Gareeb Aadmi (@GareebGuy)Photo by Gareeb Aadmi (@GareebGuy)
Ghar mein computer toh nahi hai, par mouse bohat hain.
103
2,114
20
2,413
Paise aa gaye doston. Main ja raha hoon Bhel Puri khaane, aaj tak maine sirf Bhel aadhi khayi thi @sliceit_ #ProjectPayback teapawt.net/sliceit_/status/155547…
Udhaari itni badh gayi thi ki 2015 se munh chhupa ke ghoom raha hoon. Lekin ab yeh sab bandh. Jiski jo bhi udhari hai batao, main sab lautaoonga #ProjectPayback
2
18
Udhaari itni badh gayi thi ki 2015 se munh chhupa ke ghoom raha hoon. Lekin ab yeh sab bandh. Jiski jo bhi udhari hai batao, main sab lautaoonga #ProjectPayback
10
2
4
41
Replying to @vivekagnihotri
@vivekagnihotri mere ghar mat aana. Hamaare paas kam kapde hain. Meri biwi beti ko dekh ke kahin aapka dimaag na Kharab ho jaye.
5
Replying to @vivekagnihotri
@vivekagnihotri sir na mere paas paise na, na ghar, aur na Khana, uske bawajood Main Aapki tarah auraton ko harass nahi karta.
2
Mera beta bada hoke kisi Shehar mein 10 Rupay leke jaana chahta hai.
10
68
2
314
Main raat ko macchar se bachne ke liye bas pray karta hoon.
8
52
1
265
Main Shaadion mein nahi naachta kyunki usse khana pach jata hai.
10
131
6
418
Aaj kuch crunchy khaane ka mann tha toh sookhey pattey chaba liye.
11
156
5
487
Main makkhio ke khaane pe baith ta hoon.
2
88
3
267
Karni Sena ne jo bus jalai, usi bus ke paas soke main thand se Bach Gaya.
7
115
5
394
ATM ki technology ka ek fayda toh hai. AC mein sone ko mil jata hai.
5
38
1
205
Kam se kam metro mein Leke toh gaye. Mere Malik toh paidal pahunchne ko Bol dete hain. teapawt.net/tarekfatah/status/9558…
Even in an empty Delhi metro coach, middle-class Indians make their maids sit on the floor. A sad sight indeed. theprint.in/2018/01/22/maid-… via @ThePrintIndia
1
26
131
Maalik ke ghar mein LED lights hain aur mere ghar mein Traffic lights.
2
60
239
Ambani ki jitni ek din ki kamai hai utni toh main har roz sapne mein uda deta hoon.
3
118
1
343
Mujhe kahin jaane ke liye kapde badalne nahi, bas pehanne padte hain.
3
70
2
255
Maalik ke joote ka talwa saaf hona chahiye, taaki mere gaal na gande ho.
1
33
1
134
Joota badey size ka dena, pairo ke sath baaki samaan bhi aajayega.
1
23
117
Jabse har jagah sauchalya bane hain, khuley mein nahi sona padta.
1
19
1
123
Twitter waalo, extra 140 chracters ke badley, roti mil sakti hai?
5
51
2
207