Me tujhme na sahi
To kya hua
Mujhme to tum
Be shumar ho 馃馃尮馃尮馃尮馃尮馃尮
#kamil馃┑鉂わ笍
Uth na jaye aitbaar
Tumse zamane ka
Ae mohabbat
Kisi ke naseeb mein to aa 馃馃尮馃尮馃尮
#kamil馃挆鉂わ笍
Ek mamuli sa
Khayal hun 馃挄
Kabhi yaad aaun
To muskura dena 鈾ワ笍鈾ワ笍鈾ワ笍
#kamil馃挀馃┑
Shayri me simat te
Kaha hai dil ke dard dosto
Behla rahe hain
Khud ko kagzo ke sath 馃尮鈾ワ笍鈾ワ笍
#kamil馃挆鉂わ笍













