@WardahIqbal Laiti bench per thi but sar apni friend ki lap per rakha hoa tha ;) hahaha
@WardahIqbal mjy college main bohat aati hai :D
Pata hai kal main physio kay lecture main bench per sogaye thi :D
@WardahIqbal bwahahaga van main kon sota hai? :D tjy dar nahi laga kay tu sojay gi to koi taira phone na chori kar kay laay jay? :p
