Pinned Tweet
زندگی کا راز صبر میں پوشیدہ ہے امیدوں کا دامن چھوڑ کے صبر کا ہاتھ پکڑو صبر میں سب کچھ ہے!
Zindagi U bhi guzari jaa rahi hai
Jaise koi jang hari jaa rahi hai,
Jis jagah pahle ke zakhmo ke nishan hai...
Fir wohi chot mari jaa rahi hai.!
2
102
Raah ke patthar ko chakna'choor hona chahiye, waar chahe ek hi ho bharpur hona chahiye,
Srif itna hi nahi...
wo haar apni Maan le,
wo hamare samne majbur hona chahiye.!
3
92
सबर एक बहुत बड़ी नेमत है, क्योंकि सबर में बहुत सारी ताकत छुपी होती है, अगर सबर आ जाए तो अपने बारे में गलत बात सुनकर भी खामोश रहने की ताकत मिलती है, अगर सबर आ जाए तो दिल नहीं दुखता दिमाग नहीं खराब होता आंसू नहीं बहते और सुकून मिलता है और इस दुनिया से बेखौफ होकर जिंदगी गुजारते हैं।
Alhamdulillah ❤️❤️
Alhamdulillah ❤️❤️
Alhamdulillah ❤️❤️
Kahte hai har hal mein Allah Rabbul Izzat ka shukar ada krte rahna chahiye ❤️❤️❤️,
7
213
Alhamdulillah ❤️❤️
Alhamdulillah ❤️❤️
Alhamdulillah ❤️❤️
Kahte hai har hal mein Allah Rabbul Izzat ka shukar ada krte rahna chahiye ❤️❤️❤️
5
194
Maine Dekha Hai Jo Galat Hota Hai Uski koi Galti Nahi Hoti..
Jo Galat Nahi Hota Sari Galti Usi Ki Hoti Hai.!😔
Kahte Hai Tali Dono Hath Se Bajti He Is Liye Galti Bhi Dono Ki Hoti Hai Chahe Ek Ki Galti Bilkul Na Ho!😔
Ab Batao Ek Hath Hi Hatwa De Ya Ek Insan Hi Gayab Krwa De ?😔
Sare ke sare ladai karne wale pata nahi kaha chale Gaye dikhai nahi padh rahe ab bohut din ho gaye dalai dekhe🧐🤔😌😔😀😃
@Sksalma2006
@kausar_nargis
@itsShadab07
@Digital_khan01
@IMshamstrz
@chaudhary_afroj
@__parvin__sk
@Nagrik18
@__masoom
@Riyazul_haq3
@akhterzaidi
Marizaye majburi
marizaye bebasi
Parishanaye zindagi
Shayri karo bohut sari
Post karo bari bari
Bachpan ka peyar maro bhul na jana re 😢🥺🧐🫣
@Sky_Offee
@Nagrik18
@kausar_nargis
@itsShadab07
@chaudhary_afroj
@Sksalma2006
@Digital_khan01
Social media ka mohabbat pahle shiddat se mohabbat kro fir shiddat se dhoka khao fir shiddat se ansu bahao fir shiddat se nafrat kro fir shiddat se bhool jao! 🤣😂🤣😂🤣😂🤣
Gairo ke diye huye zakham bhar jate hai pr apno ke diye zakham nahi bhar pate. Kyu ki gairo se to doori bana sakte hai. pr apno se to har waqt samna hota hai.
1
1
66
Sare Amir sare Garib sare izzatdar sare begairat Marne Ke Baad Allah Ke usulon ke mutabik sabko ek dusre ke Bagal mein dafan hona padega.!.....🪛💉
🤨🤨
Libas aur chand alfazon mein kisi ko behtar samajh ne ki galti mat Krna kyu ke jab tum andar ke insan ko dekhoge tab tumhare pairo ke niche zameen nahi rahegi !💥💥
Zindagi jine ke liye srif teen cheez hi zaruri hai pani khana aur apno ka sath. Baaki to sb hiras aur hasad hai !
ہمارے اعمال کے علاوہ اس دنیا میں ہمارا اپنا کچھ بھی نہیں؛
इस संसार में हमारे पास अपने कर्मों के अलावा हमारा कुछ भी नहीं है।
Kuch log kahte hai musalmano ka purvaj hindu the unko shayad pata nahi duniya ke tamam insaan Baba Adam or Amma Hawwa ke aulad hai un aulado mein se kuch aulad shaytan ke raste me bhatak gaya un bhatke huye logo ko sidhe raste pe lane ke liye Allah ne ek lakh 24hazar nabi bheje.





