Tez_Express (@Tez_Express) header
Tez_Express (@Tez_Express) profile picture
City Chiniot
Joined February 2013
#Asslam O Alaikum, *Jumma Tul Mubarak* Tamam Musalman Aaj 30,30 Martba Darod e Nabvi (s.a.w.w) Parhen.... 17 Ramzan, 144OH 24 May 2O19
2
#Islamabad Aur Sialkot Main Garj Chamak Ky Saath Musladhar Barish, - #Saudi Arab Say Relief Milnay Ky Baad Moashi Halat Sanbhalnay Lagi:
1
4
#Karachi: Sona Fi Tola 70,830 Rupay Ka Ho Gaya, #Stock Exchange 100 Index Main 944 Points Izafa, #Dollar 152.50 Ka Ho Gaya:
#NewDehli: Bharat Main Aam Intekhabat Ky Baad Votes Ke Ginti Jari, BJP Ne 348 Seats Jeet Lein, Congress Ke 98 Seats Par Fatah, #Bharti Media
#Apni Elaqai News Tez_Express Par Chalwain, Apni News Apnay Name Ky Saath Is Number Par Send Karen, 03117231028 FOLLOW Tez_Express
1
#Zindagi Ma Maysi Udasi Shrmndgi Q Jwan Hote Hue B Zindgi Ki Rnginyun Ki Bahron Se Mehroom Q Timing No Side Effect 100% Gurantee 03138701970
#Lahore Samait Punjab K Mukhtalif Elaqon Main Barish, Mosam Khushgawar Ho Gaya, Aainda 24 Ghanton Main Mazeed Barish Ka Imkan, #MET
#Islamabad: Saudi Arab Pakistan Ko 3 Saal Main 3 Arab 20 Cror Dollars Ka Tail Udhar Main Day Ga, #Wazir-e-Khazana: (08:40pw)
**ADV** Sona BanasPati And Cooking Oil Company Ko Mulk Bhar Se Distributors Darkaar Hain, Contact 03006557877
1
#Rawalpindi: Army Cheif Gen. Qamar Javed Se Poland K Army Cheif Ke Mulaqat, Do Tarfa Taluqat Aur Security Par Baat Cheet, #ISPR: (09:40pm)
#WorldCup-2019, Ka Title Kon Jeetay ga??? Apki Faverit Team Konci Hai?? Your Fvrt Team- Your Name- Your City Name- Send SMS 03495092878
1
#WorldCup Squad Se Out Pakistani Fast Bowler Junaid Khan Ne Munh Par Tape Lagi Photo Social Media Par Share Kardi: #Rpt: Mehvish Bhatti
1
#Karachi: Inter Bank Main Dollar 152 Rupay Ka Ho Gaya, #Sharah Sood Main Bhi Izafa, Nayi Sharah 12.2 Muqarrar: - FOLLOW @Tez_Express
#Islamabad: Aainda 24 Ghanton K Duran Faisalabad, Multan, Sargodha, DG Khan, Zohb Or Quetta Me Barish Ka Imkan, #Mehkma-e-Mosmiyat: #08:40am
#Faisalabad: Jhang Road Pr Truck Ke Takar, 3 Afrad Janbahaq, - #Karachi: Ibrahim Heti Me Kashti Ulat Gai, 6 Afrad Ko Bacha Lia Gya, 2 Lapata
#WorldCup-2019, Ka Title Kon Jeetay ga??? Apki Faverit Team Konci Hai?? Your Fvrt Team- Your Name- Your City Name- Send SMS 03495092878
#Pakistan Bhar Se Taza Tareen News Aerts Apne Mobile Par Free HasiL Karen, SMS Likhen, FOLLOW Tez_Express Send it to 40404
#Lahore: World Cup Ky Liye 15 Rukni Qomi Squad Ka Elaan, M. Aamir, Wahab Riaz Aur Asif Ali Ke Team Main Wapsi, Shaheen Aur Hasnain Shamil:
#Karachi: Pakistan Stock Exchange Main Mandi, 100 Index 147 Points Kami k Bad 34,887 Par Band: - #Kalat Main Musladhar Barish: (05:14pm)
1
#Quetta: Harnai Me Muslah Afrad Ke Firing, S 2 Mazdor Janbahaq, Harnai Me FC Gari Barodi Surang Se Takra Gai, 3 Ahilkar Shaheed: #FC 12:44pm