is desh mein pehle kuch hota hai, phir uska 'woh' hota hai, phir us "woh" ke defence mein kahin aur attack hota hai, phir un attacks ka defence, aur is chakkar mein jo kuch hua tha, woh kyun hua tha, jaanna reh hi jaata hai.
Q. What is 'Woh' here? (20 marks)
5
59
iss moh-maya roopi twitter par mutuals ke bhajan roopi likes hi algorithm roopi bhavsagar se paar kara ke paramdham roopi banger tak pahucha sakte hain.
idhar pfps ke naam pe 69% billiyan, 10% kohli, 2% rohit hain, baaki tukdon mein insaani hisse, kahi mundi, kahi peeth, kahi aankhein. nahi dikhta toh bas ek saabut aadmi, sab mawaali hain.
18
38
587
Fraands! आज देश की कोटी-कोटी नागरिकों ने इस फ़कीर की झोली को भर दिया।
मैं भारत के 301 नागरिकों का सिर झुका कर नमन करता हूं जो दिनदहाड़े मुझ नाचीज़ का पीछा कर रहे है।
आज कोई विजयी हुआ है तो एक बेरोजगार विजयी हुआ है, ऐलान मस्त की माँ की जीत हुई है। नमस्कार 🙏बहुत बहुत धन्यवाद 🙏
There is one thing regarding the 26/11 attacks that comes straight from my heart. Indian media madarchod.
Lawrence bhai, bahut ho gya ab, iss kuware ki bhi zimmedari le hi lo, maine hiran toh nahi maara par acting mujhe bhi nahi aati aur career mera bhi flop hi chal rha hai.
5
30
431
khuli daawat mein khana lootne waalon ko dekh ke samajh aata hai ki 100–500 aur ek quarter pe vote kaise bikta hai. haathi, cycle, panja, kamal, laalten, teer, sabke liye kaam kitna aasaan hai.



