Tere diye ghav hai,
aasani se bharenge thodi.
Yeh aasnu b khudgarz hai,
aise hi niklenge thodi..
Log kehte hai samay ke sath
sab theek hojata hai..
Dost meri pheli mohabbat hai,
zindagi bhar usko bhulenge thodi..
-Darshan Sanghvi
179
Pyar kya hai ?
Apne khwaabon mein khojana.
Woh kehte hai wafa mumkin
nahi is zamane mein..
Hum puchte hai;
Zayda mushkil hai kya ?
kisi ek shaqs ka hojana ?
-Darshan Sanghvi.
57
Bas koi samet le utni hi khawaish hoti hai
Kisi ke jaane k baad kisi ki
Aur kya guzarish hoti hai?
Tum aaj bhi safai dete ho
Ki tum sache the
Badal hatne ke baad
Kahan barish hoti hai?
-Darshan Sanghvi
79
Bichad kar uska dil lag bhi gaya toh kya lagega, woh thak jayega aur mere gale se aa lagega.
Main mushkil mein tumhare kaam aau na aau, tum aawaz de dena tumhe acha lagega.
-Tehzeeb Hafi
64
शर्म लिहाज़ उतार के ताकते रहें तुझ को,
ज़ुबान से बयां करने की कसर अब भी हैं क्या?
- Siddhi Mehndiratta
55
Tere jaane ke baad kya hota hoga?
Shayad dil teri yaad main khota hoga
Koi kahan kisi ko haasil huva puri tarah
Shayad ishq main aisa he hota hai
Aur aisa he hota hoga.
-Darshan Sanghvi
68
Kitne yaad se tuje yaad kia hai
Ki tere intezaar main khud ko
yun barbaad kia hai.
-Darshan Sanghvi
52
Khud pe aa jau toh jukta nahi mein,
Dil tere pe dil kya aaya
ab doobna bhi aasan laga.
-Darshan Sanghvi
61
