-
خدا کرے کہ میری عرضِ پاک پر اُترے،
وہ فصلِ گُل ، جسے اندیشہِ زوال نہ ہو،
یہاں جو پھول کھلے، وہ کِھلا رہے صدیوں،
یہاں خزاں کو گزرنے کی بھی مجال نہ ہو۔
#HaroonBilour
#PoetryText
@ANPMarkaz
-
یُوں ہی نہیں نکال کر آنکھیں وہ دے گیا،
دیکھا کرو جہان کو، ایدھی کی آنکھ سے
#Edhi
-
Nabi S.A.W Ne Farmaya:
"Tum Bad-Gumaani Say Bacho, Ye Sub Say Bara Jhoot Hay."
(Sahi Bukhari)
@Hamidkamaluddin
"Or Aisay Logon Se Bilkul Door Rahen Jinhon Ne Apney Deen Ko Khail Tamasha Bana Rakha Hai"
( Surah Al-Anaam Ayat 70)
@srqazi
#Islamitext
-
"Or Aisay Logon Se Bilkul Door Rahen Jinhon Ne Apney Deen Ko Khail Tamasha Bana Rakha Hai"
( Surah Al-Anaam Ayat 70)
@srqazi
#Islamitext
-
"Us Se Bara Zalim Kon Hoga Jo Allah Pe Jhoot Bandhay Ya Jab Haq Usk Pas Ajae Wo isay Jhutlaey"
(Surah Ankaboot, Ayat 68)
#AyatText
.
MASLA:
Namaz-e Janaza Sirri (Khamoshi) Or Jehri ( BaAwaz-e Buland) Dono Tarha Parha Ja Sakta Hay. Dono Tareeqay Masnoon Hen.
#MaslaText
-
Nabi S.A.W ne Farmaya:
"Jis Ne Galay Me Tameema (Manka, Dhaga, Taweez) Latkaya Us Ne Shirk Kia"
(Musnad Ahmad)
#HadeesText
-
Rasool Allah S.A.W. Ne Farmaya:
"Wo Qom Hargiz Falah Nhe Paa Sakti Jis Ne Apna Haakim Kisi Orat Ko Banaya"
[Bukhari]
#HadeesText
-
"Ay Musalmano! Yaqeenan Tumhary Liye Allah k Rasool (S.A.W) Behtareen Namoona Hen"
[Surah Ahzaab 21]
-
"Or Aisay Logon Se Bilkul Door Rahen Jinhon Ne Apney Deen Ko Khail Tamasha Bana Rakha Hai"
( Al-Anaam Ayat 70)
-
NEW YEAR Ya Naey Saal Ki Khushi Manana Ghair Muslim'on Ka Shaiwa Hay.
Musalman Honay K Naatay Humen Is Se Bachna Chahye. Allah Humen Samajhnay Ki Tofeeq Day. Ameen.
#NewYear
Islamabad: Rabi-Ul-Awal Ka Chand 19 November Ko Nazar Aanay Ka Imkan.
-
Follow @islamitext
Send To 40404
Reply with your name.
.
HADEES:
"Jo Shakhs Kisi (Gher Muslim) Qom Ki Mishabihat Ekhtiyaar Karta Hay wo Unhe Me Se Hay" (Abi Daud)
#HadeesText
-
Ye Cheezain Shariat Ne Mana Ki Hen.
1- Marnay Waly k Sog Me 3 Din Se Ziada Sog Me Rehna
2- Matam Karna
3- Noha Karna (Rona Peetna)
-
Nabi S.A.W Ne Farmaya:
"Tum Bad-Gumaani Say Bacho, Ye Sub Say Bara Jhoot Hay."
(Sahi Bukhari)
#HadeesText
Kuch Log Ye Samajhtay Hen k SAFAR Ka Maheena Manhoos Hay. Aesa Kuch Nhe. Tamam Maah Allah k Hen, Koi Maah Manhoos Nhe Hota.
#SafarText
3 Logon Ki Namaz Qubool Nhe Hoti
1-Qom Me Napasandeeda Shakhs Jo Imamat Karwae
2-Orat Jiska Shohar Naraz Ho
3- 2 Naraz Muslim Bhai
*IbneMaja
-
Allah Kay Siwa Unhen Pukara Kertay Hain jo Na Unhen Nuksan phoncha Saken na Nafa. Yehi to Door ki Gumrahi Hai (Surah Hajj 12)
#AyatText
.
<JUMMAH OR GHUSAL>
Nabi S.A.W Ne Farmaya:
"Tum Me Se Jo Koi b Jummay K Liye Aey Usay Chahye k Wo Ghusal Kar Lay"
(Bukhari)
#JummahText
