Pinned Tweet
तू मयस्सर मुझे होता
मेरा असर तुझे होता
यूं मिले बिना ना रूठ ती खुशियां मुझसे
जो तू मेरा हमसफर होता।
#Moriff✍️
🌙Chand bhi use dekh Kar sochta hoga,
Khuda Ne Zami per Mera aks kyon kar banaya hoga.
Chamak Hai uske chehre per is kadar,
Shayad, Chand Ka Dil bhi use per aaya hoga.💕
Mezban✍️
Usne kaha, "Mujh-se milenge Jahan main Kayi,
Bhool jao mujhe, main tumhare liye nahi."
Phir zameen se lekar aasmaan tak dhoonda maine har kahin,
Us jaisa koi mila hi nahi... milna mumkin hi nahi! 💘
Mezban ✍️


