Pinned Tweet
Guys main ek bar phir bta rha hoon main yahan bohat jhoot bolta hoon meri dukhi tweets ko piece of literature samaj k parha karein
theek hai maine ap k sath acha nahin kiya lekin ye kya jawab hua k abu theek kehte they iss caste k logon se door rha kro???
newyork wale bail ki dekha dekhii hamari hisas ki mandi ne bhi bail khara kar rkha hai faraq sirf itna hai hamara bail kuch ziada behooda hai
2
138
12 bje uthta hoon 2 bje tak daftar pohnch kar kaam dhandha kar k raaat 12 bje ghr aa k raat 3 bje tak ghar se kaam dhandha kar k sojata hoon ye kya chal rha hai ye to mere mulk lahore k sath ghadari ha
1
14
333

