Pinned Tweet
اک بے وفا کے پیار میں حد سے گزر گئے
کافر کے پیار نے ہمیں کافر بنا دیا
#اردو_زبان #جمهوری_اسلامی #فالو_بک
Do Pal Bhi Na Mile Mohabbat Ke Humein Ghalib,
Aur Badnaam Aese Huye Jaise Mohabbat Maine Ejaad Ki
#J__PG
Zara Sa Hat Ke Chalta Hoon Zamane Ki Riwayat Se,
Ke Jinpe Bojh Dala Ho Woh Kandhe Yaad Rakhta Hoon.
#J__PG
Acha Karte Hain Woh Log Jo Mohabbat Ka Izhaar Nahi Karte,
Khamoshi Mein Mar Jaate Hain Magar Kisi Ko Barbad Toh Nahi Karte
#J__PG
شور کرتے رہو تم سرخیوں میں آنے کی
ہماری تو خاموشیاں بھی اک اخبار ہیں
#J__PG
Khamoshi Raat Ki Dekhta Hun Aur Tujhe Sochta Hun
Madhosh Aksar Ho Jata Hun Aur Tujhe Sochta Hun
#J__PG
Yun Dekhna Us Ko K Koi Aur Na Dekhe
Inaam To Achaa Tha Magar Shart Kari Thi
#J__PG


